About Me

Basic Information

Gender
Female
Birthday
28/02/1988
About me
I have laser eyes..........and i am curious to know about world and knowledge.

Contact Information

Address
lahore
State
pakistan
City / Town
lahore
Country
Pakistan

Education

College / University
virtual university of pakistan
Graduation Year
2010
saba 22
saba 22
  • Karma
  • Member since
  • Tuesday, 18 May 2010 12:06
  • Last online
  • 52 days ago
  • Profile views
  • 41 views
3 days ago
Umad Javed 27 Ramazan-ul-Mubarak Hazoor Sayad-e-doalam S.A.W. nay farmaya "jis nay achay tareekay say wazoo kiya aur sawab ki umeed par apnay musalman bhai ki ayadat ki usay jahanum say satar(70) saal k faslay tak dor kerdiya jaiga." sanan abi daud
02:26 PM
4 days ago
Umad Javed 26 Ramazan-ul-Mubarak Meethay Aqa S.A.W. ka farman-e-alishan hai "Jo shaksh Takabbar, Kheyanat, aur Qarz say baari ho kar maray ga, wo jannat may dakhil ho ga" Tirmazi
11:39 AM
5 days ago
Umad Javed 25 Ramazan-ul-Mubarak Meethay Aqa S.A.W. ka farman-e-alishan hai "wo shaksh jannat may dakhil nahi ho ga jis ki shararton say us ka paarosi(neighbour) mehfoz nahi" Muslim
08:33 AM
6 days ago
Umad Javed 24 Ramazan-ul-Mubarak Hazoor Sayad-e-doalam S.A.W. nay farmaya, "jub tum main say koi shaksh jamaai lay to us ko chaheya k apna hath apnay muh per rakh lay, kyun k khulay muh may shetan ghus jata hai" Muslim
08:49 AM
1 week ago
Umad Javed 23 Ramazan-ul-Mubarak Payaray Madani Aqa S.A.W. nay farmaya, "jo shaksh apnay bhai ki koi burai deakh kar us ki pardaposhi kar day to wo jannat main dakhil kar diya jay ga" Kanz-ul-Amal
Sep 03
Umad Javed 22 Ramazan-ul-Mubarak Hazoor Nabi Kareem S.A.W. ka irshad-e-ebrat buniyad hai "jahanum main aik darwaza hai us say wohi dakhil hon gay jin ka gussa kisi gunah k bad hi thanda hoata hai" ithaf-ul-sadat-ul-muttaqeen
Sep 02
Umad Javed 21 Ramazan-ul-Mubarak Hazoor Nabi Kareem S.A.W. nay irshad farmaya, "Jis nay Ali R.A. ko mahboob rakha us nay mujay mahboob rakha aur jis nay mujay mahboob rakha us nay goaya Allah Talla ko mahboob rakha aur jis nay Ali R.A. say dusmani rakhi us nay goaya Allah Talla say dusmani rakhi" Tabrani
Sep 01
Umad Javed 20 Ramazan-ul-Mubarak Payaray Madani Aqa SAW ka farman-e-khushnuma hai, "jis shaksh nay eman k sath sawab hasil karnay ki niyat say atiqaf kia us k tamam peechlay gunah baksh diay jain gay" Jamesageer
Aug 31
Umad Javed 19 Ramazan-ul-Mubarak Payaray Madani Aqa SAW ka farman-e-khushnuma hai, "jis nay ramazan-ul-mubarak main (dus din ka) atiqaf kar liya wo asay hai jasay 2 haj aur 2 omray kiay" Shoabulema
Aug 30
Umad Javed 18 Ramazan-ul-Mubarak Sarkar-e-Madina SAW ka farman-e-alishan hai "Halakat hai us k liay jo baat karta hai aur logon ko hansanay k liay jhoot bolta hai, us k liay halakat hai, us k liay halakat hai" Tirmazi
Aug 29
2 weeks ago
Umad Javed 16 Ramazan-ul-Mubarak Hazoor Tajdar-e-Madina SAW nay farmaya "tum may say koi shaksh hergiz kharay ho kar na piay aur jo bhool jay us ko chaheya k qaay(vomting) kar day" Muslilm
Aug 27
Umad Javed 15 Ramazan-ul-Mubarak Hazoor Tajdar-e-Madina SAW ka farman-e-alishan hai k "jub tum ghar main aao tu ghar walon ko salam karo aur jao to salam kar k jao." Hesn-e-hasein
Aug 26
Umad Javed 14 Ramazan-ul-Mubarak Rasool-ul-Allah SAW nay farmaya, "Logon may Allah Talla k ziyada kareeb wohi shakas hai jo unhain pahlay salam karay" Riyaz-ul-Salaheen
Aug 25
Umad Javed 13 Ramazan-ul-Mubarak Payaray Madani Aqa SAW farmatay hain "Mushriko k khalaf karo, monchon ko khoob paast(choati) aur darhi kaseer-o-wafir(barhi) rakho" Sahi Bukhari wo Muslim
Aug 24
Umad Javed 12 Ramazan-ul-MUbarak "Bayshak, Allah aur us k farishtay darood bhajtay hain us gayeeb batanay walay (nabi) per. Ay eman walo! un per darood aur khoob salam bhajo." Tarjama Kanz-ul-Eman,Para 22
Aug 23

Who's Online

0 users and 4 guests online

Admin

Umad Javed (B.Sc. Textile, MCS)
umad@combinestudy.com

Asad Malik (MCS)
asad@combinestudy.com

Muhammad Awais (BCS)
awais@combinestudy.com

Qamar-Ul-Zaman (B.S. Hons)
qamar@combinestudy.com

Muhammad Zeeshan (MBA HRM)
zeeshan@combinestudy.com